Thoda sa haasi, thodi is khushi, fir se jab tu roothi. Na jane kyu laga ki aj kash tu sath
hoti.
Dhoondta raha main apni tanhai mein tujhe, sochta raha kaise bhula do main tujhe.
Aisa kya hai jo tu door jati nai, aj samaj aya meri dhakan mein teri yaad hai jo andar
samata nai.
Kabhi tu mile to yeh bhool na jana. Maar bhi gaya to rahunga tera deewana.
Yeh gaam agar judai ka pata hota mujhe, kabhi na de baithta apna dil tujhe.
Par ab kuch aisa alam hai, tanhai mein jeene ke param anand hai. Apne hal pe na chorde
mujhe, aj bhi utna hi pyar karta hu tujhe.